મેંદી તે વાવી માળવે

તન છે રૂપનું હાલરડું ને આંખે મદનો ભાર
ઘૂંઘટમાં જોબનની જ્વાળા ઝાંઝરનો ઝમકાર
લાંબો છેડો છાયલનો, ને ગજરો ભારોભાર
લટકમટકની ચાલ ચાલતી જુઓ ગુર્જરી નાર

મેંદી તે વાવી માળવે ને
એનો રંગ ગયો ગુજરાત રે
મેંદી રંગ લાગ્યો રે

નાનો દિયરડો લાડકો જે,
કંઇ લાવ્યો મેંદીનો છોડ રે … મેંદી …

વાટી ઘૂંટીને ભર્યો વાટકો ને
ભાભી રંગો તમારા હાથ રે … મેંદી …

હે… લાંબો ડગલો, મૂછો વાંકડી, શિરે પાઘડી રાતી
બોલ બોલતો તોળી તોળી છેલછબીલો ગુજરાતી
હે.. તન છોટુ પણ મન મોટું, છે ખમીરવંતી જાતી
ભલે લાગતો ભોળો, હું છેલછબીલો ગુજરાતી

હાથ રંગીને વીરા શું રે કરું?
એનો જોનારો પરદેશ રે … મેંદી …

મેંદી તે વાવી માળવે ને
એનો રંગ ગયો ગુજરાત રે
મેંદી રંગ લાગ્યો રે.
– ઇન્દુલાલ ગાંધી

Jab kisiki taraf

Jab kisiki taraf dil jhukne lage
Baat aakar zubaan tak rukne lage
Aankhon aankhon mein ikraar hone lage
Bol do agar tumhein pyaar hone lage
Hone lage hone lage

Jab kisiki taraf dil jhukne lage
Baat aakar zubaan tak rukne lage
Aankhon aankhon mein ikraar hone lage
Bol do agar tumhein pyaar hone lage
Hone lage hone lage

Chaahne jab lage dil kisi ki khushi
Dillagi ye nahin ye hai dil ki lagi
Aandhiyon ko dabaane se kya fayda
Pyaar dil mein chhupaane se kya fayda
Jaan se pyaara jab dildaar hone lage
Bol do agar tumhein pyaar hone lage
Hone lage hone lage

Jab kisiki taraf dil jhukne lage
Baat aakar zubaan tak rukne lage
Aankhon aankhon mein ikraar hone lage
Bol do agar tumhein pyaar hone lage
Hone lage hone lage

Uski khushboo agar apni saanson mein ho
Uska sapna agar apni aankhon mein ho
Jab na dil ke behelne ki soorat lage
Jab koi zindagi ki zaroorat lage
Aur jeena bhi dushwaar hone lage
Bol do agar tumhein pyaar hone lage
Hone lage hone lage

Jab kisiki taraf dil jhukne lage
Baat aakar zubaan tak rukne lage
Aankhon aankhon mein ikraar hone lage
Bol do agar tumhein pyaar hone lage
Hone lage pyaar hone lage

Tum se hi

Na Hai Yeh Pana, Na Khona Hi Hai
Tera Na Hona Jane, Kyun Hona Hi Hai
Tum Se Hi Din Hota Hai, Surmaiye Shaam Aati, Tumse Hi, Tumse Hi
Har Ghadi Saans Aati Hai, Zindagi Kehlati Hai, Tumse Hi, Tumse Hi
Na Hai Yeh Pana, Na Khona Hi Hai
Tera Na Hona Jane, Kyun Hona Hi Hai

[ Tumse Hi Tumse Hi Song Lyrics @ Http://Www.Hindilyrix.Com ]

Aankhon Mein Ankhein Teri, Bahoon Mein Baahein Teri
Mera Na Mujhmein Kuch Raha, Hua Kya
Baaton Mein Baatein Teri, Raatein Saugatein Teri
Kyun Tera Sab Yeh Ho Gaya, Hua Kya
Main Kahin Bhi Jata Hoon, Tumse Hi Mil Jata Hoon, Tumse Hi, Tumse Hi
Shoor Mein Khamoshi Hai, Thodi Si Behoshi Hai, Tum Se Hi, Tum Se Hi

Aadha Sa Wada Kabhi, Aadhe Se Jayada Kabhi
Jee Chaahe Kar Lu Is Tarah Wafa Ka
Chhode Na Chhoote Kabhi, Tode Na Tute Kabhi
Jo Dhaga Tumse Jud Gaya Wafa Ka
Main Tera Sarmaya Hoon, Jo Main Ban Paya Hoon, Tumse Hi, Tumse Hi
Raaste Mil Jaate Hai, Manzile Mil Jaati Hai, Tumse Hi, Tumse Hi
Na Hai Yeh Paana, Na Khona Hi Hai
Tera Na Hona Jaane Kyun Hona Hi Hai

Aaoge Jab Tum Ho Saajana

Aaoge Jab Tum O Saajana - 2
Angana Phool Khilenge
Barsega Saawan, Barsega Saawan Jhoom Jhoomke
Do Dil Aise Milenge
Aaoge Jab Tum O Saajana, Angana Phool Khilenge

[ Aaoge Jab Tum O Saajana Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ]


Naina Tere Kajraare Hai, Naino Pe Hum Dil Haare Hai
Anjaane Hi Tere Naino Ne Waade Kiye Kayi Saare Hai
Saanson Ki Lay Madham Chalein, Tose Gaye
(Barasega Saawan - 2) Jhoom Jhoomke, Do Dil Aise Milenge
Aaoge Jab Tum Ho Saajana, Angana Phool Khilenge

Chanda Ko Taaku Raaton Mein, Hai Zindagi Tere Haanthon Mein
Palkon Pe Jhilmil Taarein Hain, Aana Bhari Barsaaton Mein
Sapnon Ka Jahaan, Hoga Kela Kela
(Barasega Saawan - 2) Jhoom Jhoomke, Do Dil Aise Milenge

(Sargam)
Angana Phool Khilenge - 2 (Sargam)

Rishtey- Tu tu hi Dil mein hai tu

Tu Tu Hi Dil Mein Hai Tu
Tu Hi Maan Mein Hai Tu
Tu Hi Hai Meri Jaan
Tu Tu Hi Dil Mein Hai Tu
Tu Hi Maan Mein Hai Tu
Tu Hi Hai Meri Jaan
Dil Se Tujhko Chaahoon
Maan Se Tujhko Maangoo
Jaan Yeh Tujhpe Waaroon
Meri Jaan
Tu Tu Hi Dil Mein Hai Tu
Tu Hi Maan Mein Hai Tu
Tu Hi Hai Meri Jaan

Dil Se Dil Ka Yeh Rishta
Maan Se Maan Ka Yeh Bandhan
Jaan Se Jaan Ka Yeh Sangam
Hai Milan Yeh Apna
Dil Ka Hai Yeh Irada
Maan Ka Bhi Hai Yeh Wada
Chaahoongi Jaan Se Zyada
Tujhko Mere Sajna
Saath Main Nibhaoon
Door Ab Na Jaoon
Main Kasam Yeh Khaoon
Meri Jaan

Tu Tu Hi Dil Mein Hai Tu
Tu Hi Maan Mein Hai Tu
Tu Hi Hai Mere Jaan
Din Ka Hoga Woh Suraj
Raat Ka Hoga Tara
Tera Mera Dulara
Hoga Sab Se Pyaara
Kehte Hai Dil Ki Dhadkan
Aur Kehta Hai Yeh Maan
Laut Ke Aa Raha Hai
Tera Mera Bachpan
Aa Gale Lagaoo
Tujh Mein Mein Samaoo
Aur Kya Main Chaahoo 
Meri Jaan

Tu Tu Hi Dil Mein Hai Tu
Tu Hi Maan Mein Hai Tu
Tu Hi Hai Meri Jaan
Tu Tu Hi Dil Mein Hai Tu
Tu Hi Maan Mein Hai Tu
Tu Hi Hai Meri Jaan
Dil Se Tujhko Chaahoon
Maan Se Tujhko Maangoo
Jaan Yeh Tujhpe Waaroon
Meri Jaan

Just the way you are Lyrics

Oh her eyes, her eyes
Make the stars look like they’re not shining
Her hair, her hair
Falls perfectly without her trying

She’s so beautiful
And I tell her every day

Yeah I know, I know
When I compliment her
She wont believe me
And its so, its so
Sad to think she don’t see what I see

But every time she asks me do I look okay
I say

When I see your face
There’s not a thing that I would change
Cause you’re amazing
Just the way you are
And when you smile,
The whole world stops and stares for awhile
Cause girl you’re amazing
Just the way you are

Her nails, her nails
I could kiss them all day if she’d let me
Her laugh, her laugh
She hates but I think its so sexy

She’s so beautiful
Bruno Mars Just The Way You Are lyrics found on http://www.directlyrics.com/bruno-mars-just-the-way-you-are-lyrics.html
And I tell her every day

Oh you know, you know, you know
Id never ask you to change
If perfect is what you’re searching for
Then just stay the same

So don’t even bother asking
If you look okay
You know I say

When I see your face
There’s not a thing that I would change
Cause you’re amazing
Just the way you are
And when you smile,
The whole world stops and stares for awhile
Cause girl you’re amazing
Just the way you are

The way you are
The way you are
Girl you’re amazing
Just the way you are

When I see your face
There’s not a thing that I would change
Cause you’re amazing
Just the way you are
And when you smile,
The whole world stops and stares for awhile
Cause girl you’re amazing
Just the way you are

– from internet

Kahe tohse sajna

Kahe tohse sajna
Kahe tohse sajna
Ye tori sajaniya
Pagh paghliye jaaon tohri balaiyaan main
Pagh paghliye jaaon tohri balaiyaan 
Magan apni dhun mein rahe more sainya
Pagh paghliye jaoon tohri balaiyaan
Pagh paghliye jaoon tohri balaiyaan

Badariya se barsoon ghata banke chhaaoon
Badariya se barsoon ghata banke chhaaoon
Badariya se barsoon ghata banke chhaaoon
Jiya tohe chaahe tohe ang lagaoon
Laaj nigodi mori roke hai paiyaan
Pagh paghliye jaoon tohri balaiyaan main
Pagh paghliye jaoon tohri balaiyaan

Main jag ki koi reet na jaanu
Main jag ki koi
O main jag ki koi reet na jaanu
Maang ka tohe sindoor maanu
Tu hi choodiyaan mori tu hi kalaiyaan
Pagh paghliye jaoon tohri balaiyaan main
Pagh paghliye jaoon tohri balaiyaan

Mohe laage pyaare sabhi rang piya re
Mohe laage pyaare 
Mohe laage pyaare sabhi rang piya re
Dukh sukh mein har pal rahoon sang piya re
Dardava ko baateumar larkaiyaan
O pagh paghliye jaoon tohri balaiyaan

Kahe tohse sajna
Ye tori sajaniya
Pagh paghliye jaoon tohri balaiyaan main
Pagh paghliye jaoon tohri balaiyaan 
Pagh paghliye jaoon tohri balaiyaan 
Pagh paghliye jaoon tohri balaiyaan

-A "Maine Pyar Kiya" Song